sach kahun mujh ko ye unwaan bura lagta ha..
zulm sehta hua insaan bura lagta ha...
kis qadar ho gaee masroof ye duniya apni...
aik din thehrey to mehmaan bura lagta ha...
un ki khidmat to bohat door bahu beto'n ko...
boorhey maa baap ka farmaan bura lagta ha...
mere Allah meri nasloon ko zillat se nikaal...
haath phelaaye Musalmaan bura lagta ha..!