1: Khuda k nazdeek zyda izzat wala woh hai jo zyada parhaiz gaar hai. 2: Jis ko logon per rehim na aaya Khuda us per rehim na kareyga. 3: Rupey ki khuda k yahan koi izzat nahin. 4: Aiye naam toll karney waley taajir! tum logon per aisey kaam ki z... more1: Khuda k nazdeek zyda izzat wala woh hai jo zyada parhaiz gaar hai. 2: Jis ko logon per rehim na aaya Khuda us per rehim na kareyga. 3: Rupey ki khuda k yahan koi izzat nahin. 4: Aiye naam toll karney waley taajir! tum logon per aisey kaam ki zimmeydari daal di gaie hai jin ki badolat tum sey pehlay ghuzzree qomain halaak hogain. 5: Bazz log aisey hai k 60 saal tak Allah ki ibadat main lagey rehtain hain,lekin marney ka waqt aata hai tau ''waseehat'' k zariyeh apney waarison ko nukhsaan pohunchaa detain hain chunnacha woh ''Jehennum'' k saza war ban jatey hain . less